ek patakha Guru ne choda kuch mittha kuch khattha thoda
chalo chalo lets do the dhamaal niklo gharse karne ko kamaal siddarth ke sang dein duniya ko rang bramh naad ki udayein milkar patang ek patakha Guru ne choda kuch mittha kuch khattha thoda tum bhi chakhlo ho jao sang hum to rangen ab unke ke hi rang ek nahin, SITAR hazaar bajenge satyug ke kayin dwaar khulenge apni apni dhun main gaaoo sab ko bramh ka naad sunaaoo chalta hai ab nahin chalega sabko shaamil hona padega aaj abhi main mauj manao apne saath auron ko laaoo jo hum sabke hain itne pyaare sabko unke dikhlaaoo nazaare ik ik kar kaarvan badhaaoo tum bhi aao unko bhi laaoo sone ki chidiyon ka dera sapno ka ho saakar basera dhyaan lagaao, abhyaas badhaaoo khud jago auron ko jagaoo hone ko hai naya sawera jo tera kuch nahin hai mera delhi hilaaoo, NCR ghumaaoo, chahe sare jagko batlaaoo nayi daud mein bhaago bhagaaoo is dharti ko swarg banaaoo jo chhootein unhein haath pakad kar saath le aaoo bas saath le aaooo abhi hanskar WOH hmmmm kahenge lo chodo phir saans bharenge kann k...